aaj man kehi aur chal
yeh galiya to wehi hain
jinse gujure the kal
aaj man kehi aur chal
sooraj aata her baar usi disha se
hawaon mein hai khushboo wehi
bhawre ko kali se ab bhi hai preet
aaj man suna koi aur hi geet
har raat wehi chanda dikhta hai
tare gine bahut ker li jugnuo se baatein
kabhi to badle yeh purana chaman
aaj man dikha koi aur hi swapan
us din woh kaun mila tha
baheki si yaad to hai dil mein
bada dilkash tha woh rahgujar
aaj man bas us oor chal
then...reddy disturbed me
its "man" as in "man" of amir and manisha
Friday, October 15, 2004
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment